Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaina (1973)
HomeNaina (1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan dekhi na aisi bahaar tune mera dil liya albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan dekhi na aisi bahaar tune mera dil liya albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan chanchal nasheeli ye shaam jaadu bhare ye mukaam haryale hain raaste lehron ke phoolon ke jaam chanchal nasheeli ye shaam jaadu bhare ye mukaam haryale hain raaste lehron ke phoolon ke jaam albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan dekhi na aisi bahaar tune mera dil liya albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai jahaan tu bhi rahe saath saath tab hai maje ki ye baat kitne bhi tufaan hon chhute na haathon se haath tu bhi rahe saath saath tab hai maje ki ye baat kitne bhi tufaan hon chhute na haathon se haath albele sanam tu laaya hai kahaan naache mera dil to pyaar hai
hone lagi hai raat jawan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho shammon se uth raha hai dhuwan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho shammon se uth raha hai dhuwan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho jhapki palak to dil ka jahan loot lenge log jhapki palak to dil ka jahan loot lenge log aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa hona hai ik gunaah yahan jaagte raho shammon se uth raha hai dhuwan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho mud mud ke aaj dekh raha hai koi idhar mud mud ke aaj dekh raha hai koi idhar aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaaaa jab tak hai ye haseen sama jaagte raho shammon se uth raha hai dhuwan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho ab koi raaz raaz rahega na subha tak ab koi raaz raaz rahega na subha tak rahega na subha tak har zakhm ban raha hai dawa jaagte raho shammon se uth raha hai dhuwan jaagte raho hone lagi hai raat jawan jaagte raho
humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain humne dekhi nahin aisi to kanwaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain aur qaatil hai sanam neend se bhaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum ye
jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko soyi tamannaon mein hulchul si macha di kaun si duniyaa ye mujhe aaj dikha di soyi tamannaon mein hulchul si macha di kaun si duniyaa ye mujhe aaj dikha di ohhh garm huyi saans haraarat jo badha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di hosh udd chuke hain kadam de chuke jawaab le ke kahaan aaye aap hain bade kharaab hosh udd chuke hain kadam de chuke jawaab le ke kahaan aaye aap hain bade kharaab husn ki masoom kali shokh bana di dekhiye sharaab ko sharaab pila di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm mmmm hmm hmmm hmmmm mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin gair ki hai dagar gair ka hai nagar saans lene ka bhi ek sahaara nahin mann ke panchhi kahin koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai koi humdam nahin naa wafaadar hai zindagi ab to jeene se bezaar hai ghum ke toofan hai jiss taraf dekhiye aur toofan mein koi kinaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain humne dekhe yahaan pathron ke sanam pooj kar bhi jinhen hum to pachhtaaye hain zindagi ke liye haath failaye hum aisa jeena to humko ganwaara nahin mann ke panchhi kahin door chal door chal iss chaman mein to apna guzaara nahin mann ke panchhi kahin ye zamin beraham aasmaan par sitam inn hadon se bhi aage nikal jaayen hum ye zamin beraham aasmaan par sitam inn
mere dil door bahut door kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal mere dil door bahut door kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uski yaaden liye aawaara phira karta hoon koi manzil nahin nakaara phira karta hoon koi manzil nahin nakaara phira karta hoon aa aa aa main nashe mein hua makhmoor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uske naina mujhe nainon mein nazar aate hain kya kya manzar meri aankhon mein phire jaate hain uske naina mujhe nainon mein nazar aate hain kya kya manzar meri aankhon mein phire jaate hain dil ka sheesha to hua choor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uski tasveer mili hai mujhe tadpaayegi ek parchhayi hai parchhayi na kaam aayegi ek parchhayi hai parchhayi na kaam aayegi aa aa aa main to deewaana hoon mashhoor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal
nazar jab uthayi duwa ban gayi nazar jab jhukaayi ada ban gayi nazar jab milayi wafa ban gayi nazar jab churayi kaza ban gayi mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke huya dil mein ik ujala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke tere nain pyare pyare meri raah ke sitare haay tere nain pyare pyare meri raah ke sitare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai haye haye teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Albele Sanam Tu Laya Naina (1973) 05:50 40868
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:50   Song Number : 40868   

Hone Lagi Hai Raat Jawan Naina (1973) 04:28 32713
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padma Khanna, Shashi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 32713   

Humko To Jaan Se Pyari Naina (1973) 05:29 13826
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:29   Song Number : 13826   

Jaane Mujhe Tune Naina (1973) 05:15 13827
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padma Khanna, Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 13827   

Mann Ke Panchhi Naina (1973) 05:50 13828
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Padma Khanna
Duration : 05:50   Song Number : 13828   

Mere Dil Door Bahut Door Naina (1973) 03:36 39964
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 39964   

Mujhe Tune Maar Dala Naina (1973) 04:17 35856
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:17   Song Number : 35856